खोया है तूने जो ऐ दिल वही तो रूह था जान था
खोया है तूने जो ऐ दिल वही तो रूह था जान था -3
( ठुकरा दिया मैने जिसे क़िसमत थी मेरी
क़ुदरत ने जो बख़्शी थी वो दौलत थी मेरी ) -2
खोया है तूने जो ऐ दिल वही तो रूह था जान था
( क़ातिल हूँ मैं मुजरिम हूँ मैं दुश्मन ख़ुद अपना
जलता हूँ मैं मुझमें मेरी जलती है दुनिया ) -2
खोया है तूने जो ऐ दिल वही तो रूह था जान था -2
khoyā hai tūne jo ai dil vahī to rūh thā jān thā -3
( ṭhukrā diyā maine jise qismat thī merī
qudarat ne jo bakhśhī thī vo daulat thī merī ) -2
khoyā hai tūne jo ai dil vahī to rūh thā jān thā
( qātil hūṇ maiṅ mujrim hūṇ maiṅ duśhman khud apnā
jaltā hūṇ maiṅ mujhmeṅ merī jaltī hai duniyā ) -2
khoyā hai tūne jo ai dil vahī to rūh thā jān thā -2