सुनयना सुनयना सुनयना सुनयना
आज इन नजारों को तुम देखो
और मैं तुम्हें देखते हुये देखूं
मैं बस तुम्हें देखते हुये देखूं
प्यारी हैं फूलों की पंखुडियां
पर तेरी पलकों से प्यारी कहाँ
फूलों की खुशबू से की दोस्ती
थी इन की रंगों से यारी कहाँ
आज खिले फूलों को तुम देखो
और मैं तुम्हें देखते हुये देखूं
मैं बस तुम्हें देखते हुये देखूं
ऊंचे महल के झरोकें से तुम
अम्बर की शोभा निहारो ज़रा
रंगों से रंगों का ये मेल जो
आँखों से मन में उतारो ज़रा
दूर आसमानों को तुम देखो
और मैं तुम्हें देखते हुये देखूं
मैं बस तुम्हें देखते हुये देखूं
लो दिन ढला रात होने लगी
तारों की दुनिया में खो जाओ तुम
मैं जाग कर तुमको देखा करूँ
सो जाओ तुम ज़रा सो जाओ तुम
आज मेरे सपनों को तुम देखो
आज मीठे सपनों को तुम देखो
और मैं तुम्हें देखते हुये देखूं
मैं बस तुम्हें देखते हुये देखूं
sunaynā sunaynā sunaynā sunaynā
āj in najāroṅ ko tum dekho
aur maiṅ tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
maiṅ bas tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
pyārī haiṅ phūloṅ kī paṅkhuḍiyāṅ
par terī palkoṅ se pyārī kahāṇ
phūloṅ kī khuśhbū se kī dostī
thī in kī raṅgoṅ se yārī kahāṇ
āj khile phūloṅ ko tum dekho
aur maiṅ tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
maiṅ bas tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
ūṅche mahal ke jharokeṅ se tum
ambar kī śhobhā nihāro zarā
raṅgoṅ se raṅgoṅ kā ye mel jo
āṇkhoṅ se man meṅ utāro zarā
dūr āsmānoṅ ko tum dekho
aur maiṅ tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
maiṅ bas tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
lo din ḍhalā rāt hone lagī
tāroṅ kī duniyā meṅ kho jāo tum
maiṅ jāg kar tumko dekhā karūṇ
so jāo tum zarā so jāo tum
āj mere sapnoṅ ko tum dekho
āj mīṭhe sapnoṅ ko tum dekho
aur maiṅ tumheṅ dekhte huye dekhūṅ
maiṅ bas tumheṅ dekhte huye dekhūṅ