Sukh ke sab saathee, duhakh men naa koee

सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई
Work
Year
Language

सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई
मेरे राम, तेरा नाम एक साँचा दूजा ना कोई

जीवन आनी जानी छाया, झूठी माया, झूठी काया
फिर काहे को सारी उमरियाँ पाप की गठड़ी ढोई

ना कुछ तेरा, ना कुछ मेरा, ये जग जोगीवाला फेरा
राजा हो या रंक सभी का अंत एक सा होई

बाहर की तू माटी फाँके, मन के भीतर क्यों ना झाँके
उजले तन पर मान किया और मन की मैल ना धोई

sukh ke sab sāthī, duḥakh meṅ nā koī
mere rām, terā nām ek sāṇchā dūjā nā koī

jīvan ānī jānī chhāyā, jhūṭhī māyā, jhūṭhī kāyā
phir kāhe ko sārī umriyāṇ pāp kī gaṭhaṛī ḍhoī

nā kuchh terā, nā kuchh merā, ye jag jogīvālā pherā
rājā ho yā raṅk sabhī kā aṅt ek sā hoī

bāhar kī tū māṭī phāṇke, man ke bhītar kyoṅ nā jhāṇke
ujle tan par mān kiyā aur man kī mail nā dhoī