Suhaanee chaandnee raaten, hame sone naheen detee

सुहानी चाँदनी रातें, हमे सोने नहीं देती
Work
Year
Language

सुहानी चाँदनी रातें, हमें सोने नहीं देती
तुम्हारे प्यार की बातें, हमें सोने नहीं देती

तुम्हारी रेशमी ज़ुल्फों में, दिल के फूल खिलते थे
कही फूलों के मौसम में, कभी हम तुम भी मिलते थे
पुरानी वो मुलाक़ातें, हमें सोने नहीं देती

कही ऐसा न हो लग जाये, दिल में आग पानी से
बदल ले रासता अपना, घटायें मेहरबानी से
के यादों की ये बरसातें, हमें सोने नहीं देती

suhānī chāṇdnī rāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detī
tumhāre pyār kī bāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detī

tumhārī reśhmī zulphoṅ meṅ, dil ke phūl khilte the
kahī phūloṅ ke mausam meṅ, kabhī ham tum bhī milte the
purānī vo mulāqāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detī

kahī aisā na ho lag jāye, dil meṅ āg pānī se
badal le rāstā apnā, ghaṭāyeṅ meharbānī se
ke yādoṅ kī ye barsāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detī