Shaam se aankh men nameen see hai

शाम से आँख में नमीं सी है
Work
Language

शाम से आँख में नमीं सी है
आज फिर आप की कमी सी है

दफ़्न कर दो हमें के साँस मिले
नब्ज़ कुछ देर से थमी सी है
आज फिर …

वक़्त रहता नहीं कहीं टिककर
इसकी आदत भी आदमी सी है
आज फिर …

कोई रिश्ता नहीं रहा फिर भी
एक तसलीम लाजमी सी है
आज फिर …

śhām se āṇkh meṅ namīṅ sī hai
āj phir āp kī kamī sī hai

dafn kar do hameṅ ke sāṇs mile
nabz kuchh der se thamī sī hai
āj phir …

vaqt rahtā nahīṅ kahīṅ ṭikakar
iskī ādat bhī ādmī sī hai
āj phir …

koī riśhtā nahīṅ rahā phir bhī
ek taslīm lājmī sī hai
āj phir …