Seekho naa nainno kee bhaashaa piyaa

सीखो ना नैंनो की भाषा पिया
Year
Language

सीखो ना नैंनो की भाषा पिया
कह रही तुमसे ये खामोशियाँ
सीखो ना, लब तो ना खोलूँगी मैं
समझो दिल की बोली
सीखो ना नैनो की भाषा पिया
सूंगना सीखो तुम हवा को
सनन सन सनन सन ... कहती क्या
पढ़ना सीखो सलवटों को
माथे पे ये बल खाके लिखती क्या
आहटों की है अपनी ज़ुबान
इन में भी है एक दास्तान
जाओ, जाओ, जाओ, जाओ, जाओ पिया
सीखो ना नैंनो की भाषा पिया
ठहरे पानी जैसा लम्हा
छेड़ो ना इसे हिल जायेंगी गहराईयाँ
थमकी साँसों के शहर में
देखो तो ज़रा बोलती हैं क्या परछाईयाँ
कहने को अब बाकी है क्या
आँखों ने सब कह तो दिया
जाओ, जाओ, जाओ, जाओ, जाओ पिया
सीखो ना नैंनो की भाषा पिया

sīkho nā naiṅno kī bhāṣhā piyā
kah rahī tumse ye khāmośhiyāṇ
sīkho nā, lab to nā kholūṇgī maiṅ
samjho dil kī bolī
sīkho nā naino kī bhāṣhā piyā
sūṅgnā sīkho tum havā ko
sanan san sanan san ... kahtī kyā
paṛhnā sīkho salavṭoṅ ko
māthe pe ye bal khāke likhtī kyā
āhṭoṅ kī hai apnī zubān
in meṅ bhī hai ek dāstān
jāo, jāo, jāo, jāo, jāo piyā
sīkho nā naiṅno kī bhāṣhā piyā
ṭhahre pānī jaisā lamhā
chheṛo nā ise hil jāyeṅgī gahrāīyāṇ
thamkī sāṇsoṅ ke śhahar meṅ
dekho to zarā boltī haiṅ kyā parchhāīyāṇ
kahne ko ab bākī hai kyā
āṇkhoṅ ne sab kah to diyā
jāo, jāo, jāo, jāo, jāo piyā
sīkho nā naiṅno kī bhāṣhā piyā