ha: chaṅdā re chaṅdā re
kabhī to zamīṅ par ā
baiṭheṅge, bāteṅ kareṅge
tujhko āte idhar
lāj āye agar
oṛh ke ājā, tū bādal ghane
gulaśhan, gulaśhan, vādī vādī, bahtī hai reśham jaisī havā
jaṅgal jaṅgal, parvat, parvat, haiṅ nīṅd meṅ sab ik mere sivā
cahṅdā, chaṅdā
ājā sapnoṅ kī nīlī nadiyā meṅ nahāyeṅ
ājā ye tāre chunke ham, ghār banāeṅ
in dhuṇdhlī dhuṇdhlī rāhoṅ meṅ, ā donoṅ hī kho jāeṅ
sā: chaṅdā re, chaṅdā re
kabhī to zamīṅ par ā
baiṭheṅge bāteṅ kareṅge
tujhko āte idhar
lāj āye agar
oṛh ke ājā tū bādal ghane
chaṅdā se pūchheṅge ham, sāre savāl nirāle
jharne kyoṅ gāte haiṅ, paṅchhī kyoṅ matvāle
ha: ho, kyoṅ hai sāvan mahīnā ghaṭāoṅ kā
chaṅdā se pūchheṅge ham sāre savāl nirāle
sā: chaṅdā, chaṅdā
titlī ke par kyoṅ itne raṅgīn hote haiṅ
jugnū rātoṅ meṅ jāge, to kab sote haiṅ
ha: in dhuṇdhlī-dhuṇdhlī rāhoṅ meṅ, ā donoṅ hī kho jāeṅ