Sabko maaloom hai main sharaabee naheen

सबको मालूम है मैं शराबी नहीं
Work
Language

सबको मालूम है मैं शराबी नहीं
फिर भी कोई पिलायें तो मैं क्या करूँ
सिर्फ़ इक बार नज़रों से नज़रें मिलें
और कसम टूट जाये तो मैं क्या करूँ

मुझ को मयकश समझते हैं सुब वादाकश
क्यों की उनकी तरह लडखडाता हूँ मैं
मेरी रग रग में नशा मोहब्बत का है
जो समझ में ना आये तो मैं क्या करूँ

मैंने मांगी थी मस्जिदों में दुआँ
मैं जिसे चाहता हूँ वो मुझको मिले
मेरा जो फ़र्ज़ था मैंने पूरा किया
अगर खुदा ही न चाहे मैं क्या करूँ

हाल सुनकर मेरा सहमे सहमे हैं वो
कोई आया है जुल्फें बिखेरे हुये
मौत और ज़िंदगी दोनो हैरान हैं
दम निकलने ना पाये तो मैं क्या करूँ

कैसी लत, कैसी चाहत, कहाँ की ख़ता
बेखुदी में है अन्वर खुद ही का नशा
ज़िंदगी एक नशे के सिवा कुछ नहीं
तुमको पीना ना आये तो मैं क्या करूँ

sabko mālūm hai maiṅ śharābī nahīṅ
phir bhī koī pilāyeṅ to maiṅ kyā karūṇ
sirf ik bār nazroṅ se nazreṅ mileṅ
aur kasam ṭūṭ jāye to maiṅ kyā karūṇ

mujh ko maykaśh samajhte haiṅ sub vādākaśh
kyoṅ kī unkī tarah laḍakhḍātā hūṇ maiṅ
merī rag rag meṅ naśhā mohabbat kā hai
jo samajh meṅ nā āye to maiṅ kyā karūṇ

maiṅne māṅgī thī masjidoṅ meṅ duāṇ
maiṅ jise chāhtā hūṇ vo mujhko mile
merā jo farz thā maiṅne pūrā kiyā
agar khudā hī na chāhe maiṅ kyā karūṇ

hāl sunkar merā sahme sahme haiṅ vo
koī āyā hai julpheṅ bikhere huye
maut aur ziṅdgī dono hairān haiṅ
dam nikalne nā pāye to maiṅ kyā karūṇ

kaisī lat, kaisī chāhat, kahāṇ kī khatā
bekhudī meṅ hai anvar khud hī kā naśhā
ziṅdgī ek naśhe ke sivā kuchh nahīṅ
tumko pīnā nā āye to maiṅ kyā karūṇ