साज़-ए-दिल छेड़ दे, क्या हसीं रात है
कुछ नहीं चाहिये, तू अगर साथ है
मुझे चाँद क्यों तकता है, मेरा कौन ये लगता है
मुझे शक यहीं होता है, मेरे चाँद से जलता है
हमें इसकी क्या पर्वा है
तेरे दर पे सर झुक जाए, यहीं ज़िन्दगी रुक जाए
कली दिलकी ये खिल जाए, ख़ुशी प्यारकी मिल जाए
कभी फिर ग़म ही न आए
साज़-ए-दिल छेड़ दे, क्या हसीं रात है
Work
Year
Language
sāz-e-dil chheṛ de, kyā hasīṅ rāt hai
kuchh nahīṅ chāhiye, tū agar sāth hai
mujhe chāṇd kyoṅ taktā hai, merā kaun ye lagtā hai
mujhe śhak yahīṅ hotā hai, mere chāṇd se jaltā hai
hameṅ iskī kyā parvā hai
tere dar pe sar jhuk jāe, yahīṅ zindgī ruk jāe
kalī dilkī ye khil jāe, khuśhī pyārkī mil jāe
kabhī phir ġham hī na āe