Saath ho tum aur raat javaan

साथ हो तुम और रात जवां
Language

साथ हो तुम और रात जवां
नींद किसे अब चैन कहाँ
कुछ तो समझ ऐ भोले सनम
कहती है क्या नज़रों की ज़ुबान

महकती हवा, छलकती घटा
हमसे ये दिल संभलता नहीं
की मिन्नतें, मनाकर थकी
करे क्या ये अब बहलता नहीं
देख के तुमको बहकने लगा
लो मचलने लगा, हसरतों का जहां

हम इस राह में मिले इस तरह
के अब उम्रभर ना होंगे जुदा
मेरे साज-ए-दिल की आवाज़ तुम
मैं कुछ भी नहीं तुम्हारे बिना
आओ चले हम जहाँ प्यार से
वो गले मिल रहे हैं ज़मीन आसमां

sāth ho tum aur rāt javāṅ
nīṅd kise ab chain kahāṇ
kuchh to samajh ai bhole sanam
kahtī hai kyā nazroṅ kī zubān

mahaktī havā, chhalaktī ghaṭā
hamse ye dil saṅbhaltā nahīṅ
kī minnteṅ, manākar thakī
kare kyā ye ab bahaltā nahīṅ
dekh ke tumko bahakne lagā
lo machalne lagā, hasartoṅ kā jahāṅ

ham is rāh meṅ mile is tarah
ke ab umrbhar nā hoṅge judā
mere sāj-e-dil kī āvāz tum
maiṅ kuchh bhī nahīṅ tumhāre binā
āo chale ham jahāṇ pyār se
vo gale mil rahe haiṅ zamīn āsmāṅ