सारे शहर में आप सा कोई नहीं, कोई नहीं
यही सोचकर रातभर मैं सोयी नहीं, सोयी नहीं
मेरा दिल जिस पे फिदा है, वो दिलबर, वो मेहबूब हो तुम
थोड़े से तुम हो झूठे, आदमी पर बहुत खूब हो तुम
ऐ हसीना बड़ी खुबसूरत है तू, मुस्कराती हुई कोई मूरत है तू
मैं हूँ यहाँ और तुम हो वहाँ, ओ जान-ए-जा खोये हो कहाँ
कोई तुम्हारी चीज़ तो खोई नहीं, खोई नहीं
तुमको मेरी वफ़ा पे जाने क्या क्या गुमान हो रहे हैं
कितना भी तुम छुपाओ अफ़साने बया हो रहे हैं
इश्क करता हूँ आशिक मेरा नाम है
ऐश करना मेरी जान मेरा काम है
ऐसे भी हो, तुम वैसे भी हो, कैसे भी हो तुम जैसे भी हो
हमको शिकायत आप से कोई नहीं, कोई नहीं
सारे शहर में आप सा कोई नहीं
Work
Year
Language
sāre śhahar meṅ āp sā koī nahīṅ, koī nahīṅ
yahī sochkar rātabhar maiṅ soyī nahīṅ, soyī nahīṅ
merā dil jis pe phidā hai, vo dilbar, vo mehbūb ho tum
thoṛe se tum ho jhūṭhe, ādmī par bahut khūb ho tum
ai hasīnā baṛī khubsūrat hai tū, muskrātī huī koī mūrat hai tū
maiṅ hūṇ yahāṇ aur tum ho vahāṇ, o jān-e-jā khoye ho kahāṇ
koī tumhārī chīz to khoī nahīṅ, khoī nahīṅ
tumko merī vafā pe jāne kyā kyā gumān ho rahe haiṅ
kitnā bhī tum chhupāo afsāne bayā ho rahe haiṅ
iśhk kartā hūṇ āśhik merā nām hai
aiśh karnā merī jān merā kām hai
aise bhī ho, tum vaise bhī ho, kaise bhī ho tum jaise bhī ho
hamko śhikāyat āp se koī nahīṅ, koī nahīṅ