रिश्ता क्या है तेरा मेरा
मैं हूँ शब और तू है सवेरा
तू है चाँद सितारों जैसा
मेरी किस्मत घोर अँधेरा
फूलों जैसी राहें तेरी
कांटों जैसा मेरा डेरा
आता जाता है ये जीवन
पल दो पल का रैनबसेरा
रिश्ता क्या है तेरा मेरा
Work
Language
riśhtā kyā hai terā merā
maiṅ hūṇ śhab aur tū hai saverā
tū hai chāṇd sitāroṅ jaisā
merī kismat ghor aṇdherā
phūloṅ jaisī rāheṅ terī
kāṅṭoṅ jaisā merā ḍerā
ātā jātā hai ye jīvan
pal do pal kā rainabserā