रात खामोश है चाँद मदहोश है
थाम लेना मुझे जा रहा होश है
मिलन की दास्ताँ, धड़कनों की जुबां
गा रही है जमीं सुन रहा आसमान
गुनगुनाती हवा दे रही है सदा
सर्द इस रात की गर्म आगोश है
महकती ये फ़िज़ा जैसी तेरी अदा
छा रहा रूह पर जाने कैसा नशा
झूमता है जहां अजब है ये समा
दिलके गुलज़ार में इश्क़ पुरजोश है
रात खामोश है चाँद मदहोश है
Work
Language
rāt khāmośh hai chāṇd madhośh hai
thām lenā mujhe jā rahā hośh hai
milan kī dāstāṇ, dhaṛaknoṅ kī jubāṅ
gā rahī hai jamīṅ sun rahā āsmān
gungunātī havā de rahī hai sadā
sard is rāt kī garm āgośh hai
mahaktī ye fizā jaisī terī adā
chhā rahā rūh par jāne kaisā naśhā
jhūmtā hai jahāṅ ajab hai ye samā
dilke gulazār meṅ iśhq purjośh hai