रात बाकी, बात बाकी
होना है जो, हो जाने दो
सोचो ना, देखो तो
देखो हाँ, जाने-जां ... मुझे प्यार से
कश्ती जवां दिल की तूफां से टकरा गयी
मंज़िल मोहब्बत की अब तो करीब आ गयी
आ देख ले, है क्या मज़ा ... दिल हार के
रात बाकी, बात बाकी ...
आगाज़ ये है तो अंजाम होगा हसीन
दीवाने परवाने मरने से डरते नहीं
आ दिलरुबा, खुल के ज़रा ... मिल यार से
रात बाकी, बात बाकी ...
रात बाकी, बात बाकी
Work
Year
Language
rāt bākī, bāt bākī
honā hai jo, ho jāne do
socho nā, dekho to
dekho hāṇ, jāne-jāṅ ... mujhe pyār se
kaśhtī javāṅ dil kī tūphāṅ se ṭakrā gayī
maṅzil mohabbat kī ab to karīb ā gayī
ā dekh le, hai kyā mazā ... dil hār ke
rāt bākī, bāt bākī ...
āgāz ye hai to aṅjām hogā hasīn
dīvāne parvāne marne se ḍarte nahīṅ
ā dilrubā, khul ke zarā ... mil yār se
rāt bākī, bāt bākī ...