रात अकेली है बुझ गये दिये
रात अकेली है बुझ गये दिये
आ के मेरे पास कानो में मेरे
जो भी चाहे कहिये, रात अकेली है ...
तुम आज मेरे लिये रुक जाओ
रुत भी है फुरसत भी है
तुम्हें ना हो ना सही मुझे तुमसे मोहब्बत है
मोहब्बत की इज़ाज़त है, तो चुप क्यों रहिये
जो भी चाहे कहिये, रात अकेली है ...
सवाल बनी हुई दबी दबी उलझन सीनो में है
जवाब देना था तो डूबे हो पसीनों में
ठनी है दो हसीनों में तो चुप क्यों रहिये
जो भी चाहे कहिये, रात अकेली है ...
rāt akelī hai bujh gaye diye
ā ke mere pās kāno meṅ mere
jo bhī chāhe kahiye, rāt akelī hai ...
tum āj mere liye ruk jāo
rut bhī hai phurasat bhī hai
tumheṅ nā ho nā sahī mujhe tumse mohabbat hai
mohabbat kī izāzat hai, to chup kyoṅ rahiye
jo bhī chāhe kahiye, rāt akelī hai ...
savāl banī huī dabī dabī uljhan sīno meṅ hai
javāb denā thā to ḍūbe ho pasīnoṅ meṅ
ṭhanī hai do hasīnoṅ meṅ to chup kyoṅ rahiye
jo bhī chāhe kahiye, rāt akelī hai ...