राजू चल राजू अपनी मस्ती में तू
राजू चल राजू अपनी मस्ती में तू
कोई जिए या मरे क्या हमको बाबू
राजू चल राजू …
माना के हसीं हैं दुनिया के मेले
अब तो हम भी रहेंगे मेले में अकेले
जब तक न हो जाए अपना दिल बेक़ाबू
राजू चल राजू …
जग में जो बुरा है हम देखें न सुनें
काँटों को हटा के फूलों को चुनें
सब दुनिया बेगानी दो अपने मैं और तू
राजू चल राजू …
परियाँ ये कहाँ ले चली आईं गाँव में
आए नींद हाय ज़ुल्फ़ों की छाँव में
हम पे न चल जाए इन ज़ुल्फ़ों का जादू
राजू चल राजू …
rājū chal rājū apnī mastī meṅ tū
koī jie yā mare kyā hamko bābū
rājū chal rājū …
mānā ke hasīṅ haiṅ duniyā ke mele
ab to ham bhī raheṅge mele meṅ akele
jab tak na ho jāe apnā dil beqābū
rājū chal rājū …
jag meṅ jo burā hai ham dekheṅ na suneṅ
kāṇṭoṅ ko haṭā ke phūloṅ ko chuneṅ
sab duniyā begānī do apne maiṅ aur tū
rājū chal rājū …
pariyāṇ ye kahāṇ le chalī āīṅ gāṇv meṅ
āe nīṅd hāy zulfoṅ kī chhāṇv meṅ
ham pe na chal jāe in zulfoṅ kā jādū
rājū chal rājū …