Qasme-vaade nibhaaenge ham

क़स्मे-वादे निभाएंगे हम्
Year
Language

कि: क़स्मे-वादे निभाएंगे हम
मिलते रहेंगे जनम-जनम
ल: ओ देखा मैने तुझको तो मुझे ऐसा लगा
बरसों का सोया हुआ प्यार मेरा जगा
तू है दीया मैं हूँ बाती आजा मेरे जीवन-साथी
कि: क़स्मे-वादे …

कि: चेहरों से हों अन्जाने हम दिल तो दिल को पहचाने
कभी प्यार नहीं मरता है पागल प्रेमी ये जाने
आ जाती है लब पे ख़ुद ही भूली-बिसरी बात
क़स्मे-वादे …

ल: जिस दिल में प्यार बसा हो वो दिल भगवान की मूरत
ये मूरत कभी न बदले बदले इन्सान की सूरत
दिल के बंधन इतने सच्चे जितने ये दिन रात
दो: क़स्मे-वादे …

ki: qasme-vāde nibhāeṅge ham
milte raheṅge janam-janam
la: o dekhā maine tujhko to mujhe aisā lagā
barsoṅ kā soyā huā pyār merā jagā
tū hai dīyā maiṅ hūṇ bātī ājā mere jīvan-sāthī
ki: qasme-vāde …

ki: chehroṅ se hoṅ anjāne ham dil to dil ko pahchāne
kabhī pyār nahīṅ martā hai pāgal premī ye jāne
ā jātī hai lab pe khud hī bhūlī-bisrī bāt
qasme-vāde …

la: jis dil meṅ pyār basā ho vo dil bhagvān kī mūrat
ye mūrat kabhī na badle badle insān kī sūrat
dil ke baṅdhan itne sachche jitne ye din rāt
do: qasme-vāde …