Pyar Kar Le

प्यार कर ले नहीं तो फांसी चढ़ जाएगा
Year
Language

( प्यार कर ले ) -2 नहीं तो फांसी चढ़ जाएगा
प्यार कर ले नहीं तो फांसी चढ़ जाएगा -3
( यार कर ले ) -2 नहीं तो यूँ ही मर जाएगा
प्यार कर ले …

जीते हारे सैकड़ों तीर से तलवार से -2
मेरे साथ मुस्करा दिल तो जीत प्यार से
विचार कर ले नहीं तो पीछे पछताएगा
प्यार कर ले …

चोरी करी चोर बना रोज़ कोई घात है
आज तेरी ज़िन्दगी जैसे काली रात है -2
प्यार कर ले नहीं तो चक्‌कर पड़ जाएगा
प्यार कर ले …

( pyār kar le ) -2 nahīṅ to phāṅsī chaṛh jāegā
pyār kar le nahīṅ to phāṅsī chaṛh jāegā -3
( yār kar le ) -2 nahīṅ to yūṇ hī mar jāegā
pyār kar le …

jīte hāre saikaṛoṅ tīr se talvār se -2
mere sāth muskrā dil to jīt pyār se
vichār kar le nahīṅ to pīchhe pachhtāegā
pyār kar le …

chorī karī chor banā roz koī ghāt hai
āj terī zindgī jaise kālī rāt hai -2
pyār kar le nahīṅ to chak‌kar paṛ jāegā
pyār kar le …