Phir vahee raat hai, phir vahee raat hai khvaab kee

फिर वही रात है, फिर वही रात है ख्वाब की
Work
Year
Language

फिर वही रात है, फिर वही रात है ख्वाब की
रात भर ख्वाब में देखा करेंगे तुम्हें

मासूम सी नींद में, जब कोई सपना चले
हम को बुला लेना तुम, पलकों के परदे तले
ये रात है ख्वाब की, ख्वाब की रात है

काँच के ख्वाब हैं, आँखों में चुभ जायेंगे
पलकों में लेना इन्हें, आँखों में रुक जायेंगे
ये रात है ख्वाब की, ख्वाब की रात है

phir vahī rāt hai, phir vahī rāt hai khvāb kī
rāt bhar khvāb meṅ dekhā kareṅge tumheṅ

māsūm sī nīṅd meṅ, jab koī sapnā chale
ham ko bulā lenā tum, palkoṅ ke parde tale
ye rāt hai khvāb kī, khvāb kī rāt hai

kāṇch ke khvāb haiṅ, āṇkhoṅ meṅ chubh jāyeṅge
palkoṅ meṅ lenā inheṅ, āṇkhoṅ meṅ ruk jāyeṅge
ye rāt hai khvāb kī, khvāb kī rāt hai