Phir thens lagee dil ko phir yaad ne tadpaayaa

फिर ठेंस लगी दिल को फिर याद ने तडपाया
Language

फिर ठेंस लगी दिल को फिर याद ने तडपाया
फिर बहने लगे आँसू, दिल दर्द से भर आया
दुनियाँ तेरे गुलशन से एक फूल चुना हमने
अफ़सोस के दामन को काँटों से भरा पाया
एक वो हैं खुदा रखे जो भूल गये हमको
एक हम हैं के होठोंपर शिकवा ना कभी आया

phir ṭheṅs lagī dil ko phir yād ne taḍpāyā
phir bahne lage āṇsū, dil dard se bhar āyā
duniyāṇ tere gulaśhan se ek phūl chunā hamne
afsos ke dāman ko kāṇṭoṅ se bharā pāyā
ek vo haiṅ khudā rakhe jo bhūl gaye hamko
ek ham haiṅ ke hoṭhoṅpar śhikvā nā kabhī āyā