फिर किसी शाख ने फेंकी छाँव
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
फिर किसी मोड़ से उलझे पाँव
फिर किसी राह ने पास बुलाया
लब पे आता नही था नाम उनका
आज आया तो बार बार आया
बेवजह बेक़रार रहते थे
बेवजह आज फिर क़रार आया
हम तो भूले हुये थे दिल को मगर
दिल ने क्यों आज हमको याद किया
क्यों कुरेद़ा पुराना ज़ख़्म उसने
क्यों किसी भूले ग़म को याद किया
फिर किसी शाख ने फेंकी छाँव
Work
Language
phir kisī śhākh ne pheṅkī chhāṇv
phir kisī śhākh ne hāth hilāyā
phir kisī moṛ se uljhe pāṇv
phir kisī rāh ne pās bulāyā
lab pe ātā nahī thā nām unkā
āj āyā to bār bār āyā
bevjah beqrār rahte the
bevjah āj phir qarār āyā
ham to bhūle huye the dil ko magar
dil ne kyoṅ āj hamko yād kiyā
kyoṅ kured़ā purānā zakhm usne
kyoṅ kisī bhūle ġham ko yād kiyā