Pankh hote to ud aatee re, rasiyaa o jaalimaa

पंख होते तो उड आती रे, रसिया ओ जालिमा
Work
Year
Language

पंख होते तो उड़ आती रे, रसिया ओ जालिमा
तुझे दिल का दाग दिखलाती रे

यादों में खोई पहुँची गगन में
पंछी बन के सच्ची लगन में
दूर से देखा मौसम हसीं था
आनेवाले तू ही नहीं था
रसिया, ओ जालिमा, तुझे दिल का दाग दिखलाती रे

किरने बनके बाहे फैलाई
आस के बादल पे जा के लहराई
झूल चूकी मैं वादे का झूला
तू तो अपना वादा भी भूला
रसिया, ओ जालिमा, तुझे दिल का दाग दिखलाती रे

paṅkh hote to uṛ ātī re, rasiyā o jālimā
tujhe dil kā dāg dikhlātī re

yādoṅ meṅ khoī pahuṇchī gagan meṅ
paṅchhī ban ke sachchī lagan meṅ
dūr se dekhā mausam hasīṅ thā
ānevāle tū hī nahīṅ thā
rasiyā, o jālimā, tujhe dil kā dāg dikhlātī re

kirne banke bāhe phailāī
ās ke bādal pe jā ke lahrāī
jhūl chūkī maiṅ vāde kā jhūlā
tū to apnā vādā bhī bhūlā
rasiyā, o jālimā, tujhe dil kā dāg dikhlātī re