Title (Indic)दिल जलता है तो जलने दे WorkPahali Nazar Year1945 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anil Biswas Performer Mukesh Writer Aah Sitapuri LyricsHindiदिल जलता है तो जलने दे आँसू ना बहा फ़रियाद ना कर दिल जलता है तो जलने दे तू परदा नशीं का आशिक़ है यूं नाम-ए-वफ़ा बरबाद ना कर दिल जलता है तो जलने दे मासूम नजर के तीर चला बिस्मिल को बिस्मिल और बना अब शर्म-ओ-हया के परदे में यूं छुप छुप के बेदाद ना कर दिल जलता है तो जलने दे हम आस लगाये बैठे हैं तुम वादा करके भूल गये या सूरत आके दिखा जाओ या कह दो हमको याद ना कर दिल जलता है, दिल जलता है, दिल जलता है … Englishdil jaltā hai to jalne de āṇsū nā bahā fariyād nā kar dil jaltā hai to jalne de tū pardā naśhīṅ kā āśhiq hai yūṅ nām-e-vafā barbād nā kar dil jaltā hai to jalne de māsūm najar ke tīr chalā bismil ko bismil aur banā ab śharm-o-hayā ke parde meṅ yūṅ chhup chhup ke bedād nā kar dil jaltā hai to jalne de ham ās lagāye baiṭhe haiṅ tum vādā karke bhūl gaye yā sūrat āke dikhā jāo yā kah do hamko yād nā kar dil jaltā hai, dil jaltā hai, dil jaltā hai …