Title (Indic)वोही मिज़ाज वोही चाल है ज़माने की WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Saeed Raahi LyricsHindiप्रेलुदे एक हमें आवारा कहना कोई बड़ा इल्ज़ाम नहीं दुनिया वाले दिल वालों को और बहुत कुछ कहते हैं वोही मिज़ाज वोही चाल है ज़माने की हमें भी हो गई आदत फ़रेब खाने की मैं सारे शहर में तन्हा नहीं हुआ रुस्वा सज़ा मिली है तुम्हें भी तो दिल लगाने की शराब मिलती है लेकिन हमारी प्यास से कम अजीब रस्म है साक़ी यहाँ पिलाने की नज़र बचा के तुम्हें देखता हूँ महफ़िल में नज़र लगे न कहीं तुमको इस दिवाने की Englishprelude ek hameṅ āvārā kahnā koī baṛā ilzām nahīṅ duniyā vāle dil vāloṅ ko aur bahut kuchh kahte haiṅ vohī mizāj vohī chāl hai zamāne kī hameṅ bhī ho gaī ādat fareb khāne kī maiṅ sāre śhahar meṅ tanhā nahīṅ huā rusvā sazā milī hai tumheṅ bhī to dil lagāne kī śharāb miltī hai lekin hamārī pyās se kam ajīb rasm hai sāqī yahāṇ pilāne kī nazar bachā ke tumheṅ dekhtā hūṇ mahafil meṅ nazar lage na kahīṅ tumko is divāne kī