Title (Indic)तेरी ख़ुशी में अगर ग़म में भी ख़ुशी न हुई WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Mehdi Hassan Writer Jigar LyricsHindiतेरी ख़ुशी में अगर ग़म में भी ख़ुशी न हुई ये ज़िंदगी तो मुहब्बत की ज़िंदगी न हुई ख़याल-ए-यार सलामत तुझे ख़ुदा रखे तेरे बग़ैर कभी घर में रोशनी न हुई सबा ये उनसे हमारा पयाम कह देना गये हो जब से यहाँ सुबह-ओ-शाम ही न हुई गये थे हम भी 'जिगर्' जल्वागाह-ए-जानाँ में वो पूछते ही रहे हमसे बात ही न हुई Englishterī khuśhī meṅ agar ġham meṅ bhī khuśhī na huī ye ziṅdgī to muhabbat kī ziṅdgī na huī khayāl-e-yār salāmat tujhe khudā rakhe tere baġhair kabhī ghar meṅ rośhnī na huī sabā ye unse hamārā payām kah denā gaye ho jab se yahāṇ subah-o-śhām hī na huī gaye the ham bhī 'jigar' jalvāgāh-e-jānāṇ meṅ vo pūchhte hī rahe hamse bāt hī na huī