Title (Indic)शाम से आँख में नमी सी है WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jagjit Singh Writer Gulzar LyricsHindiशाम से आँख में नमी सी है आज फिर आपकी कमी सी है शाम से आँख … दफ़्न कर दो हमें के साँस मिले नब्ज़ कुछ देर से थमी सी है आज फिर आपकी … वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर इसकी आदत भी आदमी सी है आज फिर आपकी … कोई रिश्ता नहीं रहा फिर भी एक तसलीम लाज़मी सी है शाम से आँख … Englishśhām se āṇkh meṅ namī sī hai āj phir āpkī kamī sī hai śhām se āṇkh … dafn kar do hameṅ ke sāṇs mile nabz kuchh der se thamī sī hai āj phir āpkī … vaqt rahtā nahīṅ kahīṅ ṭik kar iskī ādat bhī ādmī sī hai āj phir āpkī … koī riśhtā nahīṅ rahā phir bhī ek taslīm lāzmī sī hai śhām se āṇkh …