Title (Indic)शाम होने को है WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jagjit Singh Writer Javed Akhtar LyricsHindiशाम होने को है शाम होने को है लाल सूरज समंदर मे सोने को है और उसके परे कुछ परिंदे कतारें बनाए उन्हीं जंगलों को चले जिनके पेड़ों की शाखों पे हैं घोंसले ये परिंदे वहीं लौटकर जाएँगे और सो जाएँगे शाम होने को है लाल सूरज … हम ही हैरान हैं इन मकानों के जंगल में अपना कोई भी ठिकाना नहीं शाम होने को है हम कहां जाएँगे शाम होने को है लाल सूरज … शाम होने को है हम कहां जाएँगे Englishśhām hone ko hai śhām hone ko hai lāl sūraj samaṅdar me sone ko hai aur uske pare kuchh pariṅde katāreṅ banāe unhīṅ jaṅgloṅ ko chale jinke peṛoṅ kī śhākhoṅ pe haiṅ ghoṅsle ye pariṅde vahīṅ lauṭkar jāeṇge aur so jāeṇge śhām hone ko hai lāl sūraj … ham hī hairān haiṅ in makānoṅ ke jaṅgal meṅ apnā koī bhī ṭhikānā nahīṅ śhām hone ko hai ham kahāṅ jāeṇge śhām hone ko hai lāl sūraj … śhām hone ko hai ham kahāṅ jāeṇge