Title (Indic)मुहब्बत करने वाले कम न होंगे WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Mehdi Hassan Writer Hafeez Hoshiarpuri LyricsHindiमुहब्बत करने वाले कम न होंगे तेरी महफ़िल में लेकिन हम न होंगे ज़माने भर के ग़म या इक तेरा ग़म ये ग़म होगा तो कितने ग़म न होंगे अगर तू इत्तिफ़ाक़न मिल भी जाये तेरी फ़ुरक़त के सदमें कम न होंगे Englishmuhabbat karne vāle kam na hoṅge terī mahafil meṅ lekin ham na hoṅge zamāne bhar ke ġham yā ik terā ġham ye ġham hogā to kitne ġham na hoṅge agar tū ittifāqan mil bhī jāye terī furaqat ke sadmeṅ kam na hoṅge