Title (Indic)मेरे हठीले शाम मैं ही हट पे अड़ा हूँ WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pankaj Mullick Writer Pt. Madhur LyricsHindiमेरे हठीले शाम -2 मैं ही हट पे अड़ा हूँ ठोकर लगा दे मैं तेरे रसते में पड़ा हूँ मेरे हठीले शाम ( ओ भागने वाले तुझे रुकना ही पड़ेगा मुझको उठाने के लिये झुकना ही पड़ेगा ) -2 ज़ख़्मी हूँ -2 ज़ख़्मी हूँ तेरा तीर की नोकों से लड़ा हूँ ठोकर लगा दे मैं तेरे रसते में पड़ा हूँ मेरे हठीले शाम ( मुझको उजाड़ा तुझको भी बसने नहीं दूँगा जब तक न हँसूँ मैं तुझे हँसने नहीं दूँगा ) -2 तू सबसे बड़ा -2 तू सबसे बड़ा और मैं तुझसे भी बड़ा हूँ ठोकर लगा दे मैं तेरे रसते में पड़ा हूँ मेरे हठीले शाम ( माना के तेरा और मेरा साथ नहीं है पर याद भुलाना भी तेरे हाथ नहीं है ) -2 तू सबसे बड़ा तू देख -2 तू सबसे बड़ा तू देख मैं लहरों पे खड़ा हूँ लहरों पे खड़ा हूँ ठोकर लगा दे मैं तेरे रसते में पड़ा हूँ मेरे हठीले शाम -2 Englishmere haṭhīle śhām -2 maiṅ hī haṭ pe aṛā hūṇ ṭhokar lagā de maiṅ tere raste meṅ paṛā hūṇ mere haṭhīle śhām ( o bhāgne vāle tujhe ruknā hī paṛegā mujhko uṭhāne ke liye jhuknā hī paṛegā ) -2 zakhmī hūṇ -2 zakhmī hūṇ terā tīr kī nokoṅ se laṛā hūṇ ṭhokar lagā de maiṅ tere raste meṅ paṛā hūṇ mere haṭhīle śhām ( mujhko ujāṛā tujhko bhī basne nahīṅ dūṇgā jab tak na hṇsūṇ maiṅ tujhe hṇsne nahīṅ dūṇgā ) -2 tū sabse baṛā -2 tū sabse baṛā aur maiṅ tujhse bhī baṛā hūṇ ṭhokar lagā de maiṅ tere raste meṅ paṛā hūṇ mere haṭhīle śhām ( mānā ke terā aur merā sāth nahīṅ hai par yād bhulānā bhī tere hāth nahīṅ hai ) -2 tū sabse baṛā tū dekh -2 tū sabse baṛā tū dekh maiṅ lahroṅ pe khaṛā hūṇ lahroṅ pe khaṛā hūṇ ṭhokar lagā de maiṅ tere raste meṅ paṛā hūṇ mere haṭhīle śhām -2