Title (Indic)हम भी मिट जाते कोई ज़ख़्म-ए-तमन्ना बन कर् WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Bhupendra Singh LyricsHindiहम भी मिट जाते कोई ज़ख़्म-ए-तमन्ना बन कर काश आती न तेरी याद मसीहा बन कर दिल की हर आग बुझाने को तेरी याद आई कभी क़तरा कभी शबनम कभी दरिया बन कर रास्ता भूल गई याद किसी की वरना हम ग़रीबों के घर आती न उजाला बन कर जब चले दश्त की जानिब तो ये देखा हमने सामने याद खड़ी थी तेरी लैला बन कर् Englishham bhī miṭ jāte koī zakhm-e-tamannā ban kar kāśh ātī na terī yād masīhā ban kar dil kī har āg bujhāne ko terī yād āī kabhī qatrā kabhī śhabnam kabhī dariyā ban kar rāstā bhūl gaī yād kisī kī varnā ham ġharīboṅ ke ghar ātī na ujālā ban kar jab chale daśht kī jānib to ye dekhā hamne sāmne yād khaṛī thī terī lailā ban kar