Title (Indic)दुख की लहर ने छेड़ा होगा WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Nasir Kazmi LyricsHindiदुख की लहर ने छेड़ा होगा याद ने कंकड़ फेंका होगा आज तो मेरा दिल कहता है तू इस वक़्त अकेला होगा मेरे चूमे हुए हाथों से औरों को ख़त लिखता होगा यादों की जलती शबनम से फूल सा मुखड़ा धोया होगा मोती जैसी शक्ल बना कर आईने को तकता होगा मैं तो आज बहुत रोया हूँ तू भी शायद रोया होगा 'नासिर्' तेरा मीत पुराना तुझको याद तो आता होता Englishdukh kī lahar ne chheṛā hogā yād ne kaṅkaṛ pheṅkā hogā āj to merā dil kahtā hai tū is vaqt akelā hogā mere chūme hue hāthoṅ se auroṅ ko khat likhtā hogā yādoṅ kī jaltī śhabnam se phūl sā mukhaṛā dhoyā hogā motī jaisī śhakla banā kar āīne ko taktā hogā maiṅ to āj bahut royā hūṇ tū bhī śhāyad royā hogā 'nāsir' terā mīt purānā tujhko yād to ātā hotā