Title (Indic)छुड़ाया है यूँ उसने दामन मचल के WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Runa Laila Writer Suroor LyricsHindiछुड़ाया है यूँ उसने दामन मचल के के ख़ुद ज़िंदगी रह गयी हाथ मल के हरी में तसव्वुर में रक्साँ हैं अब तक वो रंगीन शामें वो रोशन धुँधलके उन अश्क़ों की क़ीमत कोई मुझसे पूछे जो निकले तबस्सुम के साँचे में ढल के 'सुरूर्' उसने यूँ आज नज़रें मिलाईं के दिल रह गया जैसे करवट बदल के Englishchhuṛāyā hai yūṇ usne dāman machal ke ke khud ziṅdgī rah gayī hāth mal ke harī meṅ tasavvur meṅ raksāṇ haiṅ ab tak vo raṅgīn śhāmeṅ vo rośhan dhuṇdhalke un aśhqoṅ kī qīmat koī mujhse pūchhe jo nikle tabassum ke sāṇche meṅ ḍhal ke 'surūr' usne yūṇ āj nazreṅ milāīṅ ke dil rah gayā jaise karavaṭ badal ke