Title (Indic)चौधवी मंज़िल पे ज़ालिम आ गाया WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Talat Mahmood Writer Faiyaz Hashmi LyricsHindiचौधवी मंज़िल पे ज़ालिम आ गाया चाँद मेरे चाँद से शरमा गया हो गये डोरे गुलाबी गाल के रंग तो देखो शराबी आँख के जिसने देखा बे पिये लहरा गया ज़ुल्फ़ में रंगत है काली रात की रात भी कैसी किसी बरसात की ज़ुल्फ़ लहराई तो बादल छा गया दो कँवल के फूल हैं या गाल हैं कुछ सुनहरी है झलक कुछ लाल हैं देख कर 'फ़ैयाज़्' मैं घबरा गया Englishchaudhvī maṅzil pe zālim ā gāyā chāṇd mere chāṇd se śharmā gayā ho gaye ḍore gulābī gāl ke raṅg to dekho śharābī āṇkh ke jisne dekhā be piye lahrā gayā zulf meṅ raṅgat hai kālī rāt kī rāt bhī kaisī kisī barsāt kī zulf lahrāī to bādal chhā gayā do kṇval ke phūl haiṅ yā gāl haiṅ kuchh sunahrī hai jhalak kuchh lāl haiṅ dekh kar 'faiyāz' maiṅ ghabrā gayā