Title (Indic)अपनों के सितम हम से बताए नहीं जाते WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Begum Akhtar Writer Sudarshan Faakir LyricsHindiअपनों के सितम हम से बताए नहीं जाते ये हादसे वो हैं जो सुनाए नहीं जाते कुछ कम ही त्'अल्लुक है मुहब्बत का जुनूँ से दीवाने तो होते हैं बनाए नहीं जाते इक उम्र की कोशिश से भुला दी है तेरी याद लेकिन अभी तक याद के साये नहीं जाते प्यालों में हो ज़हराब कि कुछ और हो 'फ़ाकिर्' अब होठों से वापस तो ये लाए नहीं जाते Englishapnoṅ ke sitam ham se batāe nahīṅ jāte ye hādse vo haiṅ jo sunāe nahīṅ jāte kuchh kam hī t'alluk hai muhabbat kā junūṇ se dīvāne to hote haiṅ banāe nahīṅ jāte ik umr kī kośhiśh se bhulā dī hai terī yād lekin abhī tak yād ke sāye nahīṅ jāte pyāloṅ meṅ ho zahrāb ki kuchh aur ho 'fākir' ab hoṭhoṅ se vāpas to ye lāe nahīṅ jāte