ओ मेरे रब्बा दिल क्यूं बनाया
ओ मेरे रब्बा दिल क्यूं बनाया
तन्हाई में तड़पना क्यूं सिखाया
कैसी है तेरी ख़ुदाई
कोई सुने ना दुहाई
हो गई क्या खता लुट गए
ओ मेरे रब्बा …
कौन है दिल के पास जो धड़कनें सुन रहा
दूर से मेरी मांग में चाँदनी बुन रहा
बीते हुए लम्हें याद न कर
ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर
अश्क़ों के समंदर सूख गए
हो गई क्या खता लुट गए
ओ मेरे रब्बा …
जिस्म तो बेजान है तेरे बिन तेरे बिन
रोशनी से हैं जुदा मेरे दिन मेरे दिन
दिल वो नगर है जो बसता नहीं उजड़ के
पछताएगा या रब तू ये बस्ती उजाड़ के
कभी रंजिश कभी शिकवे
कभी मन्नत कभी नाले
किया ना इश्क़ तू कैसे भला इस दर्द को जानें
चोट जिगर ने खाई
होंठों तक आह न आई
चाहतों के दिये बुझ गए
हो गई क्या खता लुट गए
ओ मेरे रब्बा …
o mere rabbā dil kyūṅ banāyā
tanhāī meṅ taṛapnā kyūṅ sikhāyā
kaisī hai terī khudāī
koī sune nā duhāī
ho gaī kyā khatā luṭ gae
o mere rabbā …
kaun hai dil ke pās jo dhaṛakneṅ sun rahā
dūr se merī māṅg meṅ chāṇdnī bun rahā
bīte hue lamheṅ yād na kar
ai iśhq hameṅ barbād na kar
aśhqoṅ ke samaṅdar sūkh gae
ho gaī kyā khatā luṭ gae
o mere rabbā …
jism to bejān hai tere bin tere bin
rośhnī se haiṅ judā mere din mere din
dil vo nagar hai jo bastā nahīṅ ujaṛ ke
pachhtāegā yā rab tū ye bastī ujāṛ ke
kabhī raṅjiśh kabhī śhikve
kabhī mannat kabhī nāle
kiyā nā iśhq tū kaise bhalā is dard ko jāneṅ
choṭ jigar ne khāī
hoṅṭhoṅ tak āh na āī
chāhtoṅ ke diye bujh gae
ho gaī kyā khatā luṭ gae
o mere rabbā …