ओ घटा सांवरी, थोडी थोडी बावरी
ओ घटा सांवरी, थोड़ी थोड़ी बावरी
हो गयी है बरसात क्या?
हर साँस है बहकी हुई
अब की बरस है ये बात क्या?
हर बात है बहकी हुई
अब की बरस है ये बात क्या?
पा के अकेली मुझे, मेरा आँचल मेरे साथ उलझे
छू ले अचानक कोई, लट में ऐसे मेरा हाथ उलझे
क्यो रे बादल तू ने छूआ मेरा हाथ क्या?
आवाज़ थी कल यही, फिर भी ऐसे लहकती ना देखी
पग में थी पायल मगर, फिर भी ऐसे छनकती ना देखी
चंचल हो गये घुँगरू मेरे रातोरात क्या?
मस्ती से बोझल पवन, जैसे छाया कोई मन पे डोले
बरखा की हर बूँद पर, थरथरी सी मेरे तन पे डोले
पागल मौसम जा रे तू, लगा मेरे साथ क्या?
o ghaṭā sāṅvrī, thoṛī thoṛī bāvrī
ho gayī hai barsāt kyā?
har sāṇs hai bahkī huī
ab kī baras hai ye bāt kyā?
har bāt hai bahkī huī
ab kī baras hai ye bāt kyā?
pā ke akelī mujhe, merā āṇchal mere sāth uljhe
chhū le achānak koī, laṭ meṅ aise merā hāth uljhe
kyo re bādal tū ne chhūā merā hāth kyā?
āvāz thī kal yahī, phir bhī aise lahaktī nā dekhī
pag meṅ thī pāyal magar, phir bhī aise chhanaktī nā dekhī
chaṅchal ho gaye ghuṇgrū mere rātorāt kyā?
mastī se bojhal pavan, jaise chhāyā koī man pe ḍole
barkhā kī har būṇd par, tharathrī sī mere tan pe ḍole
pāgal mausam jā re tū, lagā mere sāth kyā?