Title (Indic)सिलसिला ये चाहत का ना मैने बुझने दिया हो हूँ WorkDevdas Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ismail Darbar Performer Shreya Ghoshal Writer Nusrat Badr LyricsHindiत न न न त धूम मौसम ने ली अंग्ड़ाई आई आई लहरा के बरखा फिर छाई छाई छाई झोंका हवा का आएगा ये दिया बुझ जाएगा सिलसिला ये चाहत का ना मैने बुझने दिया हो हूँ पिया ये दिया ना बुझा है ना बुझेगा मेरी चाहत का दिया मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया ओ मेरे पिया इस दिये के संग जल रहा है मेर रोम रोम और जिया अब आजा मेरे पिया ओ मेरे पिया त न न न धूम त फ़ासला था दूरी थी था जुदाई का आलम इन्तज़ार में नज़रें थीं और तुम वहाँ थे झिलमिलाती जगमगाती खुशियों में झूम कर और यहाँ जल रहे थे हम फिर से बादल गरजा है गरज गरज के बरसा है झूम के तूफ़ाँ आया है पर तुझको बुझा नहीं पाया है ओ पिया ये दिया चाहें जितना सताये तुझे ये सावन ये हवा और ये बिजलियाँ मेरे पिया हो मेरे पिया त न न न धूम त देखो ये पगली दीवानी दुनिया से है ये अंजानी झोंका हवा का आएगा और इसका पिया संग लाएगा ओ पिया अब आजा मेरे पिया ओ मेरे पिया सिलसिला ये चाहत का … ओ पिया ये दिया ऐ पिया ऐ पिया ऐ पिया Englishta na na na ta dhūm mausam ne lī aṅgṛāī āī āī lahrā ke barkhā phir chhāī chhāī chhāī jhoṅkā havā kā āegā ye diyā bujh jāegā silsilā ye chāhat kā nā maine bujhne diyā ho hūṇ piyā ye diyā nā bujhā hai nā bujhegā merī chāhat kā diyā mere piyā ab ājā re mere piyā o mere piyā is diye ke saṅg jal rahā hai mer rom rom aur jiyā ab ājā mere piyā o mere piyā ta na na na dhūm ta fāslā thā dūrī thī thā judāī kā ālam intazār meṅ nazreṅ thīṅ aur tum vahāṇ the jhilmilātī jagamgātī khuśhiyoṅ meṅ jhūm kar aur yahāṇ jal rahe the ham phir se bādal garjā hai garaj garaj ke barsā hai jhūm ke tūfāṇ āyā hai par tujhko bujhā nahīṅ pāyā hai o piyā ye diyā chāheṅ jitnā satāye tujhe ye sāvan ye havā aur ye bijliyāṇ mere piyā ho mere piyā ta na na na dhūm ta dekho ye paglī dīvānī duniyā se hai ye aṅjānī jhoṅkā havā kā āegā aur iskā piyā saṅg lāegā o piyā ab ājā mere piyā o mere piyā silsilā ye chāhat kā … o piyā ye diyā ai piyā ai piyā ai piyā