Title (Indic)राधा रानी न जइयो रे जमना के तीर् WorkSansar Year1987 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Anuradha Paudwal Writer Anand Bakshi LyricsHindiराधा रानी न जइयो रे जमना के तीर गगरी के बदले दो नयनों में भर लाएगी नीर राधा रानी न जइयो … यह तेरी नादान उमरिया सरकी जाए सर से चुनरिया सोच समन्झ कुछ तो बावरिया प्रेम नगर की कठिन डगरिया कोमल तेरा शरीर राधा रानी न जइयो … देख रही हैं तेरी सखियां लाज की मारी तेरी अखियां बन गईं तेरे प्रेम की पतियां तूने काहे मन में लगाई मोहन की तस्वीर राधा रानी न जइयो … लोग ये कहना आम करेंगे नाम तेरा बदनाम करेंगे दोष ये तेरे नाम करेंगे अपने मन में प्रीति छुपा ले अपने मन की प्रीत राधा रानी न जइयो … Englishrādhā rānī na jaiyo re jamnā ke tīr gagrī ke badle do naynoṅ meṅ bhar lāegī nīr rādhā rānī na jaiyo … yah terī nādān umriyā sarkī jāe sar se chunriyā soch samanjh kuchh to bāvriyā prem nagar kī kaṭhin ḍagriyā komal terā śharīr rādhā rānī na jaiyo … dekh rahī haiṅ terī sakhiyāṅ lāj kī mārī terī akhiyāṅ ban gaīṅ tere prem kī patiyāṅ tūne kāhe man meṅ lagāī mohan kī tasvīr rādhā rānī na jaiyo … log ye kahnā ām kareṅge nām terā badnām kareṅge doṣh ye tere nām kareṅge apne man meṅ prīti chhupā le apne man kī prīt rādhā rānī na jaiyo …