Title (Indic)लकड़ी की काठी काठी पे घोड़ा WorkMasoom Year1983 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Gauri Bapat Performer Gurpreet Kaur Performer Vanita Mishra Writer Gulzar LyricsHindiलकड़ी की काठी काठी पे घोड़ा घोड़े की दुम पे जो मारा हथौड़ा दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा घोड़ा पहुंचा चौक में चौक में था नाई घोड़ेजी की नाई ने हज़ामत जो बनाई चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग घोड़ा पहुंचा चौक … दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा घोड़ा था घमंडी पहुंचा सब्जी मंडी सब्जी मंडी बरफ़ पड़ी थी बरफ़ में लग गई ठंडी चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग घोड़ा था घमंडी … दौड़ा दौड़ा दौड़ा घोड़ा दुम उठा के दौड़ा घोड़ा अपना तगड़ा है देखो कितनी चरबी है चलता है महरौली में पर घोड़ा अपना अरबी है चग-बग चग-बग चग-बग चग-बग घोड़ा अपना तगड़ा है … बांह (??) छूड़ा के दौड़ा घोड़ा दुम उठा के डौड़ा लकड़ी की … Englishlakaṛī kī kāṭhī kāṭhī pe ghoṛā ghoṛe kī dum pe jo mārā hathauṛā dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā ghoṛā pahuṅchā chauk meṅ chauk meṅ thā nāī ghoṛejī kī nāī ne hazāmat jo banāī chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag ghoṛā pahuṅchā chauk … dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā ghoṛā thā ghamaṅḍī pahuṅchā sabjī maṅḍī sabjī maṅḍī baraf paṛī thī baraf meṅ lag gaī ṭhaṅḍī chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag ghoṛā thā ghamaṅḍī … dauṛā dauṛā dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke dauṛā ghoṛā apnā tagaṛā hai dekho kitnī charbī hai chaltā hai mahraulī meṅ par ghoṛā apnā arbī hai chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag ghoṛā apnā tagaṛā hai … bāṅh (??) chhūṛā ke dauṛā ghoṛā dum uṭhā ke ḍauṛā lakaṛī kī …