la: dariyā kināre ik bṇglo go porī aī jo aī
ki: jāegī kahāṇ ai porī
are, jāegī kahāṇ, tere pīchhe ye porā aī jo aī
la: aī jo aī, oṭ!
dariyā kināre ik bṇglo go porī aī jo aī
la: maiṅ jā ke khiṛkī pe baiṭhūṇgī solah siṅgār kar ke
ki: dūr se hī lalchāūṇgā kyā maiṅ tujhko pukār kar ke
la: rahūṅgī na tere sāth, are chhoṛ merā hāth
ki: jīyā meṅ hai koī bāt, zabāṅ pe hai koī bāt
kaisī tū bantī hai rī, aī, aī
la: oṭ, dariyā kināre …
ki: aisā hī bṇglā tere liye bāṇdhūṇ to pāe jīyā chain
la: e, kare vādā, to bāhoṅ meṅ jhūlūṇ tere din rain
sadā sāth nibhāūṇ, kahīṅ aur na jāūṇ
ki: kabhī hāth na āe, kabhī dil meṅ samāe
kāhe satātī hai rī, aī aī
la: oṭ, dariyā kināre …