Title (Indic)साग़र नहीं है तो क्या है WorkNatak Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiसाग़र नहीं है तो क्या है तेरी आँख का नशा तो है बादल नहीं है तो क्या है तेरी ज़ुल्फ़ की घटा तो है साग़र नहीं है … मेरी तमन्ना की महफ़िल से तुम यूँ उठ के जाने लगे हो ऐसी भी क्या बेरुख़ी रूठ कर हमसे आँखें चुराने लगे हो मौसम नहीं है तो क्या है मौक़ा ये प्यार का तो है साग़र नहीं है … तेरी घनी ज़ुल्फ़ के साए में चार पल साथ तेरे जिएँगे साग़र से रोज़ पीते हैं आज तेरी नज़र से पिएँगे साक़ी नहीं है तो क्या है इक शोख़ दिलरुबा तो है साग़र नहीं है … शायद यही है क़यामत की रात मान लेने को जी चाहता है तेरी क़सम आज दिल ही नहीं जान देने को जी चाहता है -2 क़ातिल नहीं है तो क्या है क़ाफ़िर तेरी अदा तो है साग़र नहीं है … Englishsāġhar nahīṅ hai to kyā hai terī āṇkh kā naśhā to hai bādal nahīṅ hai to kyā hai terī zulf kī ghaṭā to hai sāġhar nahīṅ hai … merī tamannā kī mahafil se tum yūṇ uṭh ke jāne lage ho aisī bhī kyā berukhī rūṭh kar hamse āṇkheṅ churāne lage ho mausam nahīṅ hai to kyā hai mauqā ye pyār kā to hai sāġhar nahīṅ hai … terī ghanī zulf ke sāe meṅ chār pal sāth tere jieṇge sāġhar se roz pīte haiṅ āj terī nazar se pieṇge sāqī nahīṅ hai to kyā hai ik śhokh dilrubā to hai sāġhar nahīṅ hai … śhāyad yahī hai qayāmat kī rāt mān lene ko jī chāhtā hai terī qasam āj dil hī nahīṅ jān dene ko jī chāhtā hai -2 qātil nahīṅ hai to kyā hai qāfir terī adā to hai sāġhar nahīṅ hai …