Title (Indic)तुन तुना ... कभी खोले न तिजोरी का ताला WorkBidaai Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiतुन तुना -3 कभी खोले न तिजोरी का ताला हाँ मेरा ससुरा बड़ा पैसे वाला कब निकलेगा इसका दीवाला मेरा ससुरा … हट जाओ मत शोर करो ससुरे को मत bore करो ससुरा अच्छा बन्दा है माना काला धन्धा है ऊँची मिल का मालिक है छोटे दिल का मालिक है इतना धन कैसे आया मैं बोलूँ ऐसे आया लेकर नाम नसीबों का चूसा ख़ून ग़रीबों का साधू बन कर ये डाका डाला हाँ मेरा ससुरा … मिलिए अब इस गोरी से मेरी प्रेम-चकोरी से कैसी प्यारी लगती है अबला नारी लगती है गाँव को धोखा दे आई मुझको शहर में ले आई कद की थोड़ी छोटी है पर शतरंज की गोटी है ऐसी चाल ये चलती है कहते जान निकलती है कैसी औरत से पड़ गया पाला हाँ मेरा ससुरा … अब तुम पूछो कौन है ये कितनी देर से मौन है ये ये सेवक है स्वामी का रिश्तेदार है Tomy का करछी है ना करछा है ये छोटा सा चमचा है कुत्ते सा पीछे दौड़े पकड़े तो फिर ना छोड़े अच्छा इसका काम नहीं पर ये नमक-हराम नहीं चोरों के माल का ये रखवाला हाँ मेरा ससुरा … Englishtun tunā -3 kabhī khole na tijorī kā tālā hāṇ merā sasurā baṛā paise vālā kab niklegā iskā dīvālā merā sasurā … haṭ jāo mat śhor karo sasure ko mat bore karo sasurā achchhā bandā hai mānā kālā dhandhā hai ūṇchī mil kā mālik hai chhoṭe dil kā mālik hai itnā dhan kaise āyā maiṅ bolūṇ aise āyā lekar nām nasīboṅ kā chūsā khūn ġharīboṅ kā sādhū ban kar ye ḍākā ḍālā hāṇ merā sasurā … milie ab is gorī se merī prem-chakorī se kaisī pyārī lagtī hai ablā nārī lagtī hai gāṇv ko dhokhā de āī mujhko śhahar meṅ le āī kad kī thoṛī chhoṭī hai par śhataraṅj kī goṭī hai aisī chāl ye chaltī hai kahte jān nikaltī hai kaisī aurat se paṛ gayā pālā hāṇ merā sasurā … ab tum pūchho kaun hai ye kitnī der se maun hai ye ye sevak hai svāmī kā riśhtedār hai Tomy kā karchhī hai nā karchhā hai ye chhoṭā sā chamchā hai kutte sā pīchhe dauṛe pakaṛe to phir nā chhoṛe achchhā iskā kām nahīṅ par ye namak-harām nahīṅ choroṅ ke māl kā ye rakhvālā hāṇ merā sasurā …