नीले अम्बर के तले, दो यहाँ साथी मिले
नीले अम्बर के तले
दो यहां साथी मिले
झलके झलके अरमान मिलाके लेकर बसाने घर चले
नीले अम्बर के तले
हर घड़ी बिन रैना
चैन अब आए ना
मन कहे मेरा साथी अब कहीं जाए ना
ये मिलन में कोई अब शाम न ढले
नीले अम्बर के तले …
ज़िन्दगी में ऐसे दिन कभी आते हैं
रस्मों के बंधन में मीत बंध जाते हैं
फिर मजके उठे हैं तन के फूल खिले
नीले अम्बर के तले …
nīle ambar ke tale
do yahāṅ sāthī mile
jhalke jhalke armān milāke lekar basāne ghar chale
nīle ambar ke tale
har ghaṛī bin rainā
chain ab āe nā
man kahe merā sāthī ab kahīṅ jāe nā
ye milan meṅ koī ab śhām na ḍhale
nīle ambar ke tale …
zindgī meṅ aise din kabhī āte haiṅ
rasmoṅ ke baṅdhan meṅ mīt baṅdh jāte haiṅ
phir majke uṭhe haiṅ tan ke phūl khile
nīle ambar ke tale …