नज़रों के मिलने से होती है क्यूँ हलचल्
नज़रों के मिलने से होती है क्यूँ हलचल
हम नहीं खो जाएं छोटा सा है ये दिल
रात में पूनम का चंद्रमा हो जैसे
प्यार में मुझको भी लगते हो तुम वैसे
झिलमिल सितारों से आसमाँ खिलता है
प्यार की बहारों से दिल मेरा खिलता है
सागर से मिलने को मचले है ज्यूँ नदिया
साजन से मिलने को चमके मेरी बिंदिया
भँवरों की चाहत में मदहोश हैं कलियाँ
तुम से महकती हैं मेरे दिल की गलियाँ
%(फ़्रोम योउ थे लनेस ओफ़ म्य हेअर्त अरे स्प्रेअदिन्ग फ़्रग्रन्cए)
nazroṅ ke milne se hotī hai kyūṇ halchal
ham nahīṅ kho jāeṅ chhoṭā sā hai ye dil
rāt meṅ pūnam kā chaṅdrmā ho jaise
pyār meṅ mujhko bhī lagte ho tum vaise
jhilmil sitāroṅ se āsmāṇ khiltā hai
pyār kī bahāroṅ se dil merā khiltā hai
sāgar se milne ko machle hai jyūṇ nadiyā
sājan se milne ko chamke merī biṅdiyā
bhṇvroṅ kī chāhat meṅ madhośh haiṅ kaliyāṇ
tum se mahaktī haiṅ mere dil kī galiyāṇ
%(from you the lanes of my heart are spreading fragrance)