नज़रें मिल जाती हैं ... ऐसा क्यूँ होता है
नज़रें मिल जाती हैं दिल भी खो जाता है
जाने अन्जाने कोई अपना हो जाता है
ऐसा क्यूँ होता है इतना बता दे कोई
ऐसा क्यूँ होता …
चाहत की लहरों में तूफ़ानी हलचल है जानम ओ जानम
ऐसे में मिलने को कहता है सतरंगी मौसम ये मौसम
आ प्यार में कुछ ना किसी से कहें हम
बस यूँ मिलें ना हो मोहब्बत कभी कम
जागे जागे जागे जागे अरमां दिल के
तुझमें समा के मोहब्बत जगाने लगे
मेरा दीवानापन मुझको तरसाता है
रह रह दिल को कोई पागल कर जाता है
हर इक नज़ारे में देखूँ तुम्हारा ही चेहरा ये चेहरा
होने लगा है मोहब्बत का रंग और गहरा रंग गहरा
आ झूम लें पल ये नहीं इंतज़ार का
तुम पास हो दे दो नशा अब करार का
तुम जो बोलो हम वो मानें
बस प्यार का यार इकरार बन जाएँ हम
इक पल में सदियों का हमदम बन जाता है
नज़रें मिल जाती हैं …
nazreṅ mil jātī haiṅ dil bhī kho jātā hai
jāne anjāne koī apnā ho jātā hai
aisā kyūṇ hotā hai itnā batā de koī
aisā kyūṇ hotā …
chāhat kī lahroṅ meṅ tūfānī halchal hai jānam o jānam
aise meṅ milne ko kahtā hai sataraṅgī mausam ye mausam
ā pyār meṅ kuchh nā kisī se kaheṅ ham
bas yūṇ mileṅ nā ho mohabbat kabhī kam
jāge jāge jāge jāge armāṅ dil ke
tujhmeṅ samā ke mohabbat jagāne lage
merā dīvānāpan mujhko tarsātā hai
rah rah dil ko koī pāgal kar jātā hai
har ik nazāre meṅ dekhūṇ tumhārā hī chehrā ye chehrā
hone lagā hai mohabbat kā raṅg aur gahrā raṅg gahrā
ā jhūm leṅ pal ye nahīṅ iṅtazār kā
tum pās ho de do naśhā ab karār kā
tum jo bolo ham vo māneṅ
bas pyār kā yār ikrār ban jāeṇ ham
ik pal meṅ sadiyoṅ kā hamdam ban jātā hai
nazreṅ mil jātī haiṅ …