Nazraanaa bhejaa kisee ne pyaar kaa

नज़राना भेजा किसी ने प्यार का
Work
Year
Language

नज़राना भेजा किसी ने प्यार का
है दीवाना जो बस तेरे दीदार का

रहेंगे जो रूठे-रूठे -2
झूठे-मूठे करके नखरे
तो हम बोलेंगे नहीं यूँ आपसे
ओ देखो अब न टोको न हँसी को
जो आने वाली है होंठों पे चुपचाप से
मुस्करा ना आया है तोहफ़ा दिलदार का
नज़राना भेजा किसी …

कभी-कभी दूरी भी ज़रूरी है
प्रेमियों में प्यार बढ़ाने के वास्ते
अरे होते ही हैं ऊँचे-नीचे टेढ़े-मेड़े
जाने-अनजाने देखो प्यार के रास्ते
न घबराना टल गया समाँ इंतज़ार का
नज़राना भेजा किसी …

nazrānā bhejā kisī ne pyār kā
hai dīvānā jo bas tere dīdār kā

raheṅge jo rūṭhe-rūṭhe -2
jhūṭhe-mūṭhe karke nakhre
to ham boleṅge nahīṅ yūṇ āpse
o dekho ab na ṭoko na hṇsī ko
jo āne vālī hai hoṅṭhoṅ pe chupchāp se
muskrā nā āyā hai tohafā dildār kā
nazrānā bhejā kisī …

kabhī-kabhī dūrī bhī zarūrī hai
premiyoṅ meṅ pyār baṛhāne ke vāste
are hote hī haiṅ ūṇche-nīche ṭeṛhe-meṛe
jāne-anjāne dekho pyār ke rāste
na ghabrānā ṭal gayā samāṇ iṅtazār kā
nazrānā bhejā kisī …