Naanee teree mornee ko mor le gaye

नानी तेरी मोरनी को मोर ले गये
Language

नानी तेरी मोरनी को मोर ले गये
बाकी जो बचा था काले चोर ले गये

खाके पीके मोटे होके चोर बैठे रेल में
चोरोंवाला डब्बा कट के पहुँचा सीधा जेल में

उन चोरों की खूब खबर ली मोटे थानेदारने
मोरों को भी खूब नचाया जंगले की सरकारने

अच्छी नानी, प्यारी नानी, रुसारुसी छोड़ दे
जल्दी से एक पैसा दे दे, तू कंजुसी छोड़ दे

nānī terī mornī ko mor le gaye
bākī jo bachā thā kāle chor le gaye

khāke pīke moṭe hoke chor baiṭhe rel meṅ
choroṅvālā ḍabbā kaṭ ke pahuṇchā sīdhā jel meṅ

un choroṅ kī khūb khabar lī moṭe thānedārne
moroṅ ko bhī khūb nachāyā jaṅgle kī sarkārne

achchhī nānī, pyārī nānī, rusārusī chhoṛ de
jaldī se ek paisā de de, tū kaṅjusī chhoṛ de