Naa mohabbat naa dostee ke liye

ना मोहब्बत ना दोस्ती के लिये
Year
Language

ना मोहब्बत ना दोस्ती के लिये
वक़्त रुकता नही किसी के लिये
दिल को अपने सज़ा ना दे यूँही
इस जमाने की बेरूख़ी के लिये
कल जवानी का हश्र क्या होगा
सोच ले आज दो घड़ी के लिये
हर कोई प्यार ढूँढता है यहाँ
अपनी तन्हा सी जिंदगी के लिये
वक़्त के साथ साथ चलता रहे
यहीं बेहतर है आदमी के लिये

nā mohabbat nā dostī ke liye
vaqt ruktā nahī kisī ke liye
dil ko apne sazā nā de yūṇhī
is jamāne kī berūkhī ke liye
kal javānī kā haśhr kyā hogā
soch le āj do ghaṛī ke liye
har koī pyār ḍhūṇḍhtā hai yahāṇ
apnī tanhā sī jiṅdgī ke liye
vaqt ke sāth sāth chaltā rahe
yahīṅ behtar hai ādmī ke liye