Na jaane kahaan tum the, na jaane kahaan ham the

न जाने कहाँ तुम थे, न जाने कहाँ हम थे
Year
Language

न जाने कहाँ तुम थे, न जाने कहाँ हम थे
जादू ये देखो हम तुम मिले हैं
न जाने कहाँ हम थे, न जाने कहाँ तुम थे
अब तो मिलन के सपने खिले हैं
कितने दिनोंपर मिली हैं निगाहें
अब तुम न जाना छुड़ाकर ये बाहें
तुम्हारा ये साथ प्यारा हम क्यों ना चाहे
किसे था पता यूँ हम तुम मिलेंगे
उजड़े हुये दिल फिरसे बसेंगे
मोहोब्बत की बंधन में हम तुम बंधेंगे

na jāne kahāṇ tum the, na jāne kahāṇ ham the
jādū ye dekho ham tum mile haiṅ
na jāne kahāṇ ham the, na jāne kahāṇ tum the
ab to milan ke sapne khile haiṅ
kitne dinoṅpar milī haiṅ nigāheṅ
ab tum na jānā chhuṛākar ye bāheṅ
tumhārā ye sāth pyārā ham kyoṅ nā chāhe
kise thā patā yūṇ ham tum mileṅge
ujaṛe huye dil phirse baseṅge
mohobbat kī baṅdhan meṅ ham tum baṅdheṅge