मुझको इस रात की तनहाई में आवाज ना दो
मुझको इस रात की तनहाई में आवाज़ ना दो
जिसकी आवाज़ रुला दे मुझे वो साज़ ना दो
रोशनी हो ना सकी दिल भी जलाया मैने
तुम को भूला ही नही लाख भुलाया मैने
मैं परेशां हूँ मुझे और परेशां ना करो
इस कदर जल्द किया मुझ से कनारा तुम ने
कोई भटकेगा अकेला ये ना सोचा तुम ने
छुप गये हो तो मुझे याद भी आया ना करो
mujhko is rāt kī tanhāī meṅ āvāz nā do
jiskī āvāz rulā de mujhe vo sāz nā do
rośhnī ho nā sakī dil bhī jalāyā maine
tum ko bhūlā hī nahī lākh bhulāyā maine
maiṅ pareśhāṅ hūṇ mujhe aur pareśhāṅ nā karo
is kadar jald kiyā mujh se kanārā tum ne
koī bhaṭkegā akelā ye nā sochā tum ne
chhup gaye ho to mujhe yād bhī āyā nā karo